Socha Hai (Full Video Song) | Rock On ♦ Watch and Download in HD Video & MP3 format + Lyrics

Watch and Download Socha Hai (Full Video Song) | Rock On in full HD Video and Audio MP3 format + Get Lyrics. This song is sung by Farhan Akhtar, composed by Shankar-Ehsaan-Loy, written by Javed Akhtar and featuring Arjun Rampal, Farhan Akhtar.

Lyrics: Socha Hai (Full Video Song) | Rock On

Aasma Hai Neela Kyun, Paani Geela Geela Kyun
Gol Kyun Hai Zameen, Silk Mein Hai Narmi Kyun
Aag Mein Hai Garmi Kyun, Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Pedd Ho Gaye Kum Kyun, Teen Hain Ye Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi, Duniya Mein Hai Jung Kyun
Behta Laal Rang Kyun, Sarhaden Hain Kyun Har Kahin
Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi…..

Behti Kyun Hai Har Nadi, Hoti Kya Hai Roshni
Barf Girti Hai Kyun, Dost Kyun Hain Roothte
Taare Kyun Hain Toot The, Baadlon Mein Bijli Hai Kyun
Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi

Sannata Sunai Nahin Deta, Aur Hawayen Dikhayi Nahin Deti
Socha Hai Kya Kabhi, Hota Hai Yeh Kyun............

Aasma Hai Neela Kyun, Paani Geela Geela Kyun
Gol Kyun Hai Zameen, Silk Mein Hai Narmi Kyun
Aag Mein Hai Garmi Kyun, Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Pedd Ho Gaye Kum Kyun, Teen Hain Ye Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi, Duniya Mein Hai Jung Kyun
Behta Laal Rang Kyun, Sarhaden Hain Kyun Har Kahin
Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi…..

Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi…

Download: Socha Hai (Full Video Song) | Rock On